jaise chahte the hum unhe…
vo bhi humein chahte toh kya baat thi…
pane ka arman toh tha… bin mange mil jate toh kya baat thi…
is dil mein pyar tha itna… vo jaan lete to kya baat thi…
humne manga tha unko khuda se…
vo bhi hamein mang lete toh kya baat thi…

—————————————————
kisi ke vaade par jindagi tabah kar baithe,
deewangi me ye kaisa gunah kar baithe,
ek chand ki aarzoo ke liye,
apni haseen raton ki fanah kar baithe..
deewangi me ye kaisa gunah kar baithe,
ek chand ki aarzoo ke liye,
apni haseen raton ki fanah kar baithe..
—————————————————
unhone jab dil ka haal batana chod dia,
hamne bhi unke kareeb jana chod dia,
jab unko hi ehsas nahi doori ka,
to hamne bhi ehsas dilana chod dia..
hamne bhi unke kareeb jana chod dia,
jab unko hi ehsas nahi doori ka,
to hamne bhi ehsas dilana chod dia..
—————————————————
jaankar bhi wo muze jaan na paye,
aajtak wo muze pehchan na paye,
khud hi karli bewafai humne,
taki unpar koi ilzaam na aaye..
aajtak wo muze pehchan na paye,
khud hi karli bewafai humne,
taki unpar koi ilzaam na aaye..
—————————————————
mukaddar ka garib dil ka amir tha,
milkar bichadna mera naseeb tha,
chah kar bhi kuch kar na sake hum,
ghar bhi jalta raha aur samundar bhi kareeb tha..

na pucho mere sabr ki inteha kahan tak hai,
wo karle sitam uski takat jahan tak hai,
wafa ki umeed jinhe hogi unhe hogi,
ab dekhna hai wo bewafa kahan tak hai..
wo karle sitam uski takat jahan tak hai,
wafa ki umeed jinhe hogi unhe hogi,
ab dekhna hai wo bewafa kahan tak hai..
—————————————————
hamen pyaar ka hisab bahin aata,
unka palatkar jawab nahin aata,
hum hain ki unki yaad me sote tak nahi,
aur unko sokar bhi hamara khwab nahi aata..
unka palatkar jawab nahin aata,
hum hain ki unki yaad me sote tak nahi,
aur unko sokar bhi hamara khwab nahi aata..
—————————————————
kabhi koi apna anjaan ho jata hai,
kabhi kisi anjaan sse pyaar ho jata hai,
jaruri nahi jo khushi de usi se pyaar ho,
dil todne walon se bhi aksar pyaar ho jata hai..
kabhi kisi anjaan sse pyaar ho jata hai,
jaruri nahi jo khushi de usi se pyaar ho,
dil todne walon se bhi aksar pyaar ho jata hai..
—————————————————
unke chehre par noor is kadar hai,
ki unki yaad me rona bhi manzoor hai,
bewafa bhi nahi keh sakte unko,
kyunki pyaar to hamne kia tha wo to bekasur hai..
ki unki yaad me rona bhi manzoor hai,
bewafa bhi nahi keh sakte unko,
kyunki pyaar to hamne kia tha wo to bekasur hai..
—————————————————
pakar kuch khone ka maza aur hai,
band aankhon se rone ka maza aur hai,
aansu bane lafz aur lafz bane gazal,
us gazal me tere hone ka maza aur hai..
band aankhon se rone ka maza aur hai,
aansu bane lafz aur lafz bane gazal,
us gazal me tere hone ka maza aur hai..
No comments:
Post a Comment